Hume Mohaabat Ne Itna Dard Diya Dosto,
Hume Mohaabat Ne Itna Dard Diya Dosto,
Ek Paal Bhi Jeene Ke Ki Aur Tamana Na Raha Dosto !
Dil Kehta Hai Har Paal Jaan De Du Dosto ,
Dil Kehta Hai Har Paal Jaan De Du Dosto ,
Par Unkihi Intezaar-ne Hume Rokha Rakha Hai Dosto !
Shayad Woh Hamari Kabhi Ho Nahi Sakti Dosto ,
Shayad Woh Hamari Kabhi Ho Nahi Sakti Dosto ,
Fir Bhi Dil Ke Sheeshe Main Rahegi Unki Yaad Qaid Dosto !
To Fir Kya Ghum Hai Marne-se bhi Dosto ,
Duniya Yaad Rakhegi "Dilajale" Ke Naam SE Is HAMZA Ko Dosto !